*Urmila Laxman sacrifice*
Dooriyo Ka maatra Sahara chand Suraj Raha hoga
Urmila ji ne Raani rehkar bhi Aishwarya na bhoga
Laxman ji anginat parityag Kiya
Urmila Ji ne bhi Saha, sang Apne piya
Asahaneeya virah hote hue bhi parityag ko chun Kar jiya
Maun mai bhi prem ki paribhavna inse seekh liya
*Jaativad*
Jaativad Ka bhinnata vyavasaai SE Juda tha
Brahman mantra paat karte ,toh khstriya yudh SE Jude the
Vaishya vyaapar ki vritti mai
Aur Shudra Anya Kriti ityadi mai
Maanav KO maanav samajhna
Jaati KO anyay Ka swaroop na banana
AI polished version
🌸 उर्मिला-लक्ष्मण त्याग (संक्षिप्त) 🌸
रानी होकर भी उर्मिला ने सुख न अपनाया,
विरह की वेदना को मौन में सजाया।
लक्ष्मण के संग उसने भी त्याग निभाया,
प्रेम का असली अर्थ हमसे पहले समझाया।
---
🕊️ जातिवाद (संक्षिप्त) 🕊️
कर्म से जुड़ी थी पहले जाति की पहचान,
ब्राह्मण, क्षत्रिय, वैश्य, शूद्र — सबका था योगदान।
आज ज़रूरत है एकता को अपनाने की
,
जाति नहीं, मानवता को मान देने की।
No comments:
Post a Comment